Monday, December 3, 2007

Taslima Nasreen ka virodh kyon?

Taslima ek azaadkhayal lekhika hai.unhe pura haq hai kya wah sochti hai usper apni vichaar likhe.Taslima ne apne lekh mein jo bhi likha hai,us se hamare dharam ka apmaan hota hai aur iske liye unhe deshnikala ya faasi ki saza di jaye ye kahan tak sahi hai? tab to koi bhi lekhak apne vichaar kisi bhi subject per nahi de payega.
bhaut logo ka manana hai ki RAM ne SITA ke saath nainsaafi ki. to kya RAM ke bhakto ki sankhaya kam ho gayi,ya phir log RAM ko pujana bandh kar diye.Zarurat sirf is baat ki hai ki kisi bhi vichaar ka zavab usi rup mein diya jaye.koi lekhak kya likhe kya nahi ye bheed ko tai nahi karna chahiye. AAPKO KYA LAGTA HAI?

2 comments:

Anonymous said...

swati its a good topic but i didnot understand the logic betwn Taslima and Lord Rama n Sita..wat was the thing tat u actually wanted to portray be a little clear...

Anonymous said...

shayad pranamika tumne taslima ke baare mein thik se nahi pata plz taslima ke baare jano tab tumhe pata chalega ki maine RAM and SITA ka kyon mudda leya.
BYE TAKE CARE